← Back to Wirasat Calculator

Wirasat Calculator Pakistan 2026 - Complete Islamic Guide

Pakistan me Wirasat Hanafi Fiqh ke mutabiq taqseem hoti hai. Quran Surah Nisa 11,12,176 me faraiz bayan hain. Pehle Qarz, Funeral, Wasiyat max 1/3 nikalne ke baad baqi warison me.

Net Estate = Total - Debts - Funeral - Wasiyat (≤1/3)
Wife/Husband + Mother/Father fixed, baqi Beta/Beti 2:1

1. Hissa Kitna?

WarisHissaShart
Wife1/8Aulad ho
Wife1/4Aulad na ho
Husband1/4Aulad ho
Husband1/2Aulad na ho
Mother1/6Aulad ya siblings hon
Mother1/3Na hon
Father1/6 + Asaba
Son/Daughter2:1Baqi maal

2. Example 50 Lakh

Wife 6,25,000 (1/8), Mother 8,33,333 (1/6), Father 8,33,333 (1/6), Baqi 27,08,334 me Son 18,05,556 Daughter 9,02,778

3. FAQs

Biwi ka hissa?

1/8 agar aulad hai, 1/4 agar nahi.

Beti ka hissa?

Bete ka aadha (2:1) Quran Nisa 11.

Disclaimer: Educational purpose, Hanafi fiqh simplified. Complex case ke liye mufti se confirm karein.

Try Calculator Live →